लिंक रोङ की हालत खस्ता
Source : Pradeep Rojh Bishnoi from 4LKS(LAKHASAR)
news
kagjo me road nhi thekedar or netao k ghar bene h.rehi baat road ki to legta h MLA saheb ko is or se vote kem mile h isliye pichle 1.6 year se unka isor deyan hi nhi gya.
Chelo jha itni der shi vha 3 saal or.thanks
kagjo me road nhi thekedar or
netao k ghar bene h.rehi baat
road ki to legta h MLA saheb ko is
or se vote kem mile h isliye pichle
1.6 year se unka isor deyan hi
nhi gya.
Chelo jha itni der shi vha 3 saal
or.thanks
Hum logo ko 3 saal ka wait nahi karna chayie. hum sab ko ek saath ek jut hokar system ke khilaf aawaj uthani chaiye. Qu na hum sab esi raod ke mude par ek saath ekatha ho , group banaye, online logo ko joda gaye. jo log on the site ho vo docment ekatha kare.jis deparment main naksha ho, ya jis thekedar ko theka de rakho ho uski detail cover kare , RTI se saaval punche aur media main bar bar esi baat ko publish karva kar un par davab dale. aao hum sab mil kar es project ko suru kare jo jinta apna esme de sakte hai utna de. 3 saal ka wait na kare. aaj humre pass sub tarke ki technology hai , hum logo ke pass padhe likhe log hai un sab ke shayug se hum bhut kuch, juri hai to sirf ek baat par ek jut hone ki . Glat system ko change kar sakte hai. so let's start friends to this "LINK Road Project". aur uda do ninde MLA, thekder or us deprment ki jo esse jude hai aur jinhone sadak banvane main rukvat daal rakhi hai.
Post a Comment